Naak Me Chadne Wale Doodh Se Riza’at Ka Hukm

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Naak Me Chadne Wale Doodh Se Riza’at Ka Hukm 🥀*



*【POST 07】*

_Arz:- Agar Bache Ki Nak Me Kisi Tarah Doodh Chad Kar Halq Me Pohch Gaya To Kya Hukm Hai?_

_*Irshad: Mun Ya Naak Se Aurat Ka Dhoodh Jo Bache Ke Jauf (Yani Pet) Me Pohchega, Hurmat E Raza'at Layega.*_

_*Yeh Wahi Fatwa Hai Jo 14 Shabaan Hizri 1286 Ko Sab Se Pehle Is Faqir Ne Likha Aur Isi 14 Shabaan Hizri 1286 Roz Shamba (Yani Hafta) Waqt E Zohar Mutabiq 14 Jun 1856 11 Jethh 1913 Sambat Ko Hui To Mansab E Ifta Milne Ke Waqt Faqir Ki Umar 13 Baras Das Mahina Char Din Ki Thi Jab Se Ab Tak Barabar Yahi Khidmat E Deen Li Jaa Rahi Hai. Walhumdullilah.*_

💫 *Ruku Wa Sujud Me Thheharne Ki Miqdaar*💫

_Arz:- Ruku Wa Sujud Me Baqadr E Subhan Allah Kah Lene Ke Theharna Kafi Hai?_

_*Irshad:- Han Ruku Wa Sujud Me Itna Thheharna Fraz Hai Ke Ek Bar Subhan Allah Kah Sake.*_

📚 *[Rad Ul Mohtaar Ad Daur Mukhtaar ,Kitab Ul Salaat Matlab Kul Salaat Mah Kiraat Wal Tarhim Alkh*

*_♻To Be Continue......_*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

किसी आलिम को गाली देना कैसा है

औरतों को खुश्बू इस्तेमाल करना कैसा है*0️⃣5️⃣

अपने बच्चों की शादियाँ जल्द करो*1️⃣0️⃣